Rang de chunariya listen to Rang de chunariya Lyrics- Rang de chunariya Shyam piya mri rang de chunariya Aisi rang de ki rang nahi chhute Dhobiya dhove chahe ye saari umariya Shyam piya... Lal na rangau main to hari na rangau Apne hi rang mein rang de chunariya Shyam piya ... Bina rangaye main to ghar nahi jaungi Beet hi jaaye chahe ye saari umariya Meera ke prabhu giridhar naagar Hari charnan mein(shyam charnan mein,prabhu charnan mein) Jaoon balihariya Shyam piya ...